ai mere humnashiiN chal kahiN aur chal is chaman meiN ab apna guzaara nahiN baat hoti guloN tak to seh lete hum ab to kaaNtoN pe bhi haq hamara nahiN
Palko k kinare jo humne bhigoye nahi, sab sochte hai hum roye nahi. Sab puchte hai khwabo mein kise dekhte ho, Hum hai k ek umar se soye hi nahi.
Tanhai me fariyad to kar sakte hain, virane ko abad to ker sakte hain, kya hua ki is samay aap se mil nahi sakte, lekin aap ko yaad to ker sakte hain,
jate jate tum koi achi nishani degaye, umar bhar daura saku aisi kahani de gaye, kher hum to reh gaye pyase, par hamari palko ko tum paani de gaye.
Hum To Jee Rahe The Unka Naam Lekar, wo Guzarte The Hamara Salaam Lekar, kal Woh Keh Gaye Bhula Do Humko, humne Puucha Kaise!wo Chale Gaye Haatho Mai Jaam Dekar
Aankhon Ki Zubaan Woh Samajh Nahi Paate, Hot Magar Kuch Keh Nahi Paate, Apni Bebasi Hum Kis Tarah Kahe Ham, Koi To Hai Jiske Bina Ham Reh Nahi Paate !!
Kismat Ruk Gayi Dil Ke Tar Tut Gaye, Woh Bhi Ruk Gayi, Sapne Bhi Tut Gaye, Baki Rahe Apne Khazane Me Do Aansu, Teri Yaad Aayi Aur Wo Bhi Lut Gaye !
Kabhi Laga Wo Hume Sata Rahe He Kabhi Laga ke Wo karib Aa Rahe He Kuch Log Hote He Ansuo ki Tarh He Pata Hi Nahi Lagta sath De Rahe He ya Chod ke ja Rahe Hai..
Ja to rahen hain muskurake, magar dard to hota hain es dil mein, Aapko dikhta hain ki main khush hun, magar yeh dil rota hai apke bina har pal main,
Khali shishe bhi nishan rakhte hain, Tute hue dil bhi armaan rakhte hain, Jo khamoshi se gujar jaye,wo dariya to bhi dil mein toofan rakhte hain…!
Nazar andaz kaise kare AAPKO, Nazare me bithaya hai AAPKO, AAPKI Yaad Aayegi to Bahenge Aanshu, Magar hum Royenge bhi Nahi, kyunki palke chubhengi AAPKO….!
Ankho me aansu aa jate hai, phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai, Yeh mohobbat bhi kya cheez hai yaarro, jisse karte hai usise chupani padti hai
Ankho Ka Jaam Jisne Na Piya, Usne Apni Zindagi Me Kiya To Kya Kiya, Vaise To Aksar Nashili Hoti Hai Ankhe, Ye Zeher Piye Bina Tu Jiya To Kya Jiya!!
Bahut chaha magar unhe bhula na sake, Khayalo me kisi aur ko la na sake, Unko dekhkar ansu to ponchh liye hum ne, Par kisi aur ko dekh kar muskura na sake
Samne aakar muskura kar chal diye. Meri ZINDAGI ko veraan bana kar chal diye. Unhe HASANE ki kasam khai thi mene. Meri hasi ko apni hasi bana kar chal diye.
Wo roya to bahot,per mujhse muh mod k roya Koi majburi hogi jo dil tod k roya Mere samney kiye meri tasvir k tukdey Pata chala meri pechey wo unhe jod k roya
Itne Bekhabar Ho Chale Hai Vo Zamane Se Ki Ab Shayad Unhe Kuch Yaad Hi Nahi Maut Kabka Hame Apne Aagosh Me Le Chali Aur Ek Vo Hai Ki Manne Ko Tayyar Hi Nahi
Ruth gaye hamare sab Chahne Wale, Ruth gaye hame sab Manane Wale, Ab toh mobile bhi humse puchta hai, Ki kahan chup gaye tumko SMS bhejne wale..
|