Wo chand hai magar aap se pyara to nahi. Parvane ka shama ke bin guzara to nahi. Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz, Kya apne mujhe pukara toh nahi…
Wo chand hai magar aap se pyara to nahi. Parvane ka shama ke bin guzara to nahi. Mere dil ne suni hai ek mithi se awaz, Kya apne mujhe pukara toh nahi…
Jab tanhai me aapki yaad aati hai, Hontho pe ek hi fariyad aati hai, Khuda aapko har khushi de, Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai.
Kitna bhi chaho, na bhol paoge Hum se jitna dur jao nazdik paoge Humein mita sakte ho to mita do Yaadein meri, magar… Kya sapno se juda kar paoge humein.
Lamhe judai ke bekarar karte hain, Haalat meri mujhe laachar karte hain, Aankhe meri pad lo kabhi, Ham khud kaise kahe ki hum aapse pyaar karte hain.
Lamhe judai ke bekarar karte hain, Halaat mere mujhe lachaar karte hain, Aankhe meri padh lein wo kabhi, Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain,
Hume Hasne Hasane Ki Adat-Hai, Nazaron Se Nazar Milane Ki Adat-Hai, Par-Humari To Nazar Usse Hai Mili, Jishe Nazar Zhuka ke Sharmane Ki Aadat Hai !!
Tod Do Kasam Agar Khayi-Hai, Kabhi-Yaad Kar Lene Me Kya Burayi-Hai.. Yaad Aapko Bina Kiye Raha Bhi To Nahi Jata, Dil me Jagah Aapne Aisi Banai Hai !!
Der raat jab kisi ki yaad sataaye, thandi hava jab zulfon ko sahlaaye, karlo aankhein band aur so jao… kya pata jiske hai khayaal… wo khwabon mein aa jaaye.
Dil se duvae bheji hai. man ki umange bheji he. Is paigam ko shabdo ka dher mat samajana humne apni takdir se churakar thodi khushiya bheji he…
Tere Bina Hum Jeena Bhool Jate Hain, Zakhmon Ko Seena Bhool Jate Hain, Tu Zindagi Mein Sub Se Azeez Hai Hamain, Tujhse Her Baar Yeh Kehna Bhool Jaatay Hain.
Dil ki Aawaz ko Izahar kehete hai, Jhuki Nigahon ko Ikarar kehete hai, Sirf paane ka naam Ishq nahi, Kisi ki Yaad me jine ko bhi Pyaar kehete hai..
Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara, Lagta hai pyara ek ek taara Un taaron mein sabse pyara hai ek sitara Jo is waqt padh raha hai SMS hamara, only 4 U
Teri yaad Dil ko bekaraar karti hai, Nazar tujhe talaash har baar karti Hai, Gila nahi jo hum hai dur tumse, Teri to juddaii bhi humse pyar karti hai.
Phool Khil kar udaas hai, Sagar Ko aaj Paani ki Pyas hai, Ek baar aap bhi Muskura do, Kyonki khuda ko Duniya ki sabse Achhi Hasi ki talaash hai
Chhup Gaye Wo Jakar Kanhi Shayad Hame Satane Ko Lekin Ham Unki Yaad Me Bhool Gaye Zamane Ko Koi Unhe Jakar Ye Bata De Ki Taraste Hai Ham Unki Ek Jhalak Pane Ko!
|