Qalam Dil Mein Dubota Hoon Chand Lafzon Ko Likhta Hoon,
Jo Baatein Dil Pe Lagti Hain Unhi Baaton Ko Likhta Hoon,
Mein Shayar Hoon Meri Veeraniyan Jab Hadd Se Barhti Hain,
Ussi Lamhe Dhunwan Uthta Hai Aur Aahon Ko Likhta Hoon,
Mein Lafzon Ko Nahi Ehsaas Ko Tehreer Karta Hoon,
Na Ghazlon Ko Na Nazmon Ko Faqat Jazbon Ko Likhta Hoon,
Kabhi Tanha Jo Hota Hoon Takhayyul Mein Bhi Rehta Hoon,
Purane Dard Ke Lamhe Nayi Sochon Ko Likhta Hoon,
Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Shab Bhar Jaagta Hoon Mein,
Jo Dilse Munsalik Rehti Hain Unn Yaadon Ko Likhta Hoon,
Lahoo Dilse Nikalta Hai Kaleja Moonh Ko Aata Hai,
Kisi Ko Kya Khabar Jab Bhi Kabhi Ghazlon Ko Likhta Hoon.
Unko karib lane k chaah main,
Sabse dur hote gaye,
Wo karib na aaye,
Sab dur chale gaye.
Paas jaane k chaah main, unke
Sabse dur ho gaye,
Sabse anzaan bante gaye,
Wo hume anzaan kahe gaye.
Har khusi unki dekhne k liye,
Har waqt dur rahe unke nazroon se hum.
Jaan na paa-e wo hume,
Bhul gayi hume, do pal kya jo dur ho gaye hum.
Kitni kosisho k baad manaya,
Milne ko khudse,
Uss Milan main bhi bechadna tha,
Unko mujse.
Hum tho bas unhe kuch kehana chahate,
Per wo humse kuch sunna na chahate,
Khwaab main tho der raat baate kar leta,
Saamne unke main kuch bool na pata.
Kaise karu main bayaan labo se,
Karta tha main pyaar dil se,
Kash samaj jaati pyaar ko mere,
Na hona padta mujhe dur apno se.
Qalam Dil Mein Dubota Hoon Chand Lafzon Ko Likhta Hoon,
Jo Baatein Dil Pe Lagti Hain Unhi Baaton Ko Likhta Hoon,
Mein Shayar Hoon Meri Veeraniyan Jab Hadd Se Barhti Hain,
Ussi Lamhe Dhunwan Uthta Hai Aur Aahon Ko Likhta Hoon,
Mein Lafzon Ko Nahi Ehsaas Ko Tehreer Karta Hoon,
Na Ghazlon Ko Na Nazmon Ko Faqat Jazbon Ko Likhta Hoon,
Kabhi Tanha Jo Hota Hoon Takhayyul Mein Bhi Rehta Hoon,
Purane Dard Ke Lamhe Nayi Sochon Ko Likhta Hoon,
Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Shab Bhar Jaagta Hoon Mein,
Jo Dilse Munsalik Rehti Hain Unn Yaadon Ko Likhta Hoon,
Lahoo Dilse Nikalta Hai Kaleja Moonh Ko Aata Hai,
Kisi Ko Kya Khabar Jab Bhi Kabhi Ghazlon Ko Likhta Hoon.
Apne Ehsaas Se Choo Kar Mujhe Sandal Kar Do,
Main To Sadiyon Se Adhoori Hoon Mukamal Kar Do,
Na Tumhe Hosh Rahe Na Mujhe,
Is Tarah Toot Kar Chaho Mujhe Pagal Kar Do,
Dhoop Hai Dhoop Hoon Iss Tarah Toot Ke Barson Mujh Per,
Main To Pyasa Sehra Hoon Mujhe Pyaar Ka Badal Kar Do.
Previous Page
|
|
Hindi Dosti Shayri
Hindi Friendship Shayri
Hindi Love Shayri
Hindi Dard Shayri
Hindi Funny Shayri
Hindi Miss You Shayri
Hindi Romantic Shayri
Hindi Sad Shayri
Hindi Big Shayri
|